Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDil E Nadaan (1953)
HomeDil E Nadaan (1953)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


teri khaatir sitam dil par ganwara kar liya maine kaha kisne muhabbat se kinara kar liya maine jo khushi se chot khaaye wo jigar kahaan se laaun wo jigar kahaan se laaun kisi aur ko jo dekhe wo nazar kahaan se laaun wo nazar kahaan se laaun jo khushi se chot khaaye mujhe teri aarzoo hai mere dil mein tu hi tu hai mere dil mein tu hi tu hai base gair jiss mein aa kar main wo ghar kahaan se laaun main wo ghar kahaan se laaun jo khushi se chot khaaye teri berukhi ke sadke teri har adaa pe qurbaan teri har adaa pe qurbaan kare aur ko jo sajde main wo sar kahaan se laaun main wo sar kahaan se laaun jo khushi se chot khaaye wo jigar kahaan se laaun wo jigar kahaan se laaun jo khushi se chot khaaye
muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho ye naghama hai kya chaand taaron se poochho chaand taaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho muhabbat ki dhun tumhari jubaan se meri daastaan hai tumhen ye khabar kya muhabbat kahaan hai bhala pyaar duniyaa haseen hai sabaa hai tum apni nazar ke ishaaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho ye naghama hai kya chaand taaron se poochho chaand taaron se poochho muhabbat ki dhun koi ban ke khushboo basa mere mann mein loota hai mera dil isi anjuman mein kali kaun si khil rahi hai chaman mein ye tum apne dil ki bahaaron se poochho muhabbat ki dhun beqaraaron se poochho beqaraaron se poochho ye naghama hai kya chaand taaron se poochho chaand taaron se poochho muhabbat ki dhun
ye raat ye raat ye raat ye raat ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo armaan lute deewane ke par toot gaye parwane ke armaan lute deewane ke par toot gaye parwane keeeee naa maut mili naa aazadi kismat mein likhi thi barbaadi ab kaun kahe duniyaa ko haseen naaqam bahaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo aye ranj o alam ke begaanon tum mera fasaana kya jaanon aye ranj o alam ke begaanon tum mera fasaana kya jaanon wo chot lagi hai seene par majboor hoon aansoon peene par dil se naa uthe toofan kahin betaab nazaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavoooo so jaavoooo ye raat ye raat ye raat suhaani raat nahin aye chaand sitaaron so jaavo aye chaand sitaaron so jaavo so jaavooo
zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun raat katti nahin din guzartaa nahin zakhm aisa diya hai ke bhartaa nahin aankh viraan hai dil pareshaan hai ghum ka saamaan hai jaise jaadu koi kar gayaa zindagi dene waale sun bekhataa toone mujh se khushi chheen li zinda rakha magar zindagi chheen li kar diya dil ka khoon chup kahaan tak rahoon saaf kyun na kahoon tu khushi se meri darr gayaa zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jo Khushi Se Chot Khaye Dil E Nadaan (1953) 03:22 16427
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 03:22   Song Number : 16427   

Muhabbat Ki Dhun Beqaraaron Se Poochho Dil E Nadaan (1953) 03:01 15580
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Shyama, Talat Mahmood
Duration : 03:01   Song Number : 15580   

Ye Raat Suhaani Raat Nahin Dil E Nadaan (1953) 04:12 16224
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Duration : 04:12   Song Number : 16224   

Zindagi Denewale Sun Dil E Nadaan (1953) 03:21 12045
 
Poster of Dil E Nadaan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Talat Mahmood
Raag- 
Bhupali
Duration : 03:21   Song Number : 12045